ORIGINAL:
Tumse milne ki tamanna hai............pyar ka eerada hai............
aur ek vaada hai............J..a....a..n..a...m........
REMIX:
Tumko marne ki tamanna hai......dushmani ka eerada hai..........
aur ek vaada hai..............Z.....a...a...l...i...m.........
ORIGINAL:
Tum paas ayae............. yun muskuraye................
tum ne na jaane kya......... sapne dikhaye............
ab to mera dil jaage na soota hai.............kya karun hai......
Kuch Kuch Hota Hai................
REMIX:
Machar paas ayae............yun bhin bhinayae..............
machar ne na jaane kyon .........sapne churaye............
ab to raat bhar so nahin paata hun............kya karun hai....
Machar Bhin Bhinate Hain...........
ORIGINAL:
Bazigar O.... bazigar.......tu hai bada Jaadugar.............
mera dil tha akela ............tune khel aisa khela .............
tere yaad mein jaagu raat bhar.....r..r..r..r.......
REMIX:
Bazigar O.... bazigar.......tu hai bada Dhokebar.............
tune dil mera tooda ............maine Fevicol se jooda .............
tere yaad mein mare Machaar.....r..r..r..r.......