Pakistani pishaab kar ke apne haath dhone jaata hai. Haath dho kar apne haathon ko suukhaane lagta hai. Ek ek boond ko sukhaane ke liye usne paanch `paper towels` ko istemaal (use) kiya. Jab uske haath sookh gaye, to usne kaha ki "Hum pakistani poore kaam ko khatam karna sikhaaye gaye hain"
Bangali bhi pishaab kar ke apne haath dhone jaata hai. Woh bas ek `paper towel` se apne haath sukhaa leta hai, magar woh `paper towel` ka ek bhi hissa sookha nahiin chhodta. Haath sukhaane ke baad woh kehta hai -- "Hum bangali poora kaam to karte hi hain, magar hum waqt aur cheez dono bachaate hain"
Aur phir lambi dahaad maar ke Hindustani seedha darwaaze ki taraf jaata hai.
Darwaaze pe ruk kar chilaata hai, "Hum Hindustani tumhaari tarah apne haath
pe pishaab nahiin karte!"